Published 16:24 IST, April 2nd 2020
Ranveer Singh's dialogues from 'Padmaavat' that are worth remembering
Sanjay Leela Bhansali's Padmaavat hit the screens in 2018. Starring Deepika Padukone and Ranveer Singh, here are some of Singh's best dialogues from the film.
Advertisement
Directed by Sanjay Leela Bhansali, Padmaavat hit the theatres in 2018. The film stars Ranveer Singh, Deepika Padukone, Shahid Kapoor and Jim Sarbh. It is a period drama that is loosely based on an epic poem by Malik Muhammad Jayasi. The plot revolves around Queen Padmavati who is happily married to a Rajput King until a tyrant Sultan Alauddin Khilji comes along. He enters their kingdom and declares war on them due to his obsession with the Queen. The filmed minted a total of about ₹585 crores at the Box Office.
Best of Ranveer Singh's dialogues from Padmaavat
Bemisal, Benazeer... Hum Duniya Ke Har Nayaz Cheez Cheen Sakte Hai, Sirf Tumhara Hunar Nahe Cheen Sakte Afsooos
Advertisement
Khiljio Ne Aaj Tak Kabhe Haar Qabool Nahi Ke brahmachari… Suraj Doobne Se Pehele Bhej Do Sipahi… Naap Lete Hai In Rajputo Ke Aukaat
Advertisement
Savdhan Kardo Poori Kainaat Ko Ke Rajputo Ke Suraj Pe Khiljio Ke Chand Ka Grahan Lagne Wala Hai
Manzoor… Har Wo Khatra Jo Alauddin Ko Padmavati Ke Kareeb Lejaye…. Manzoor… Manzoor
Advertisement
Allauddin Par To Upar Wala Bhi Bharosa Nahi Karta Ratan Singh
Advertisement
Ab Tak Woh Mitti Hi Nai Bani jo Allauddin ko dafan kar sake
EK Ajeeb Sa Rishta Bungaya Hai Humara Appke Is Mitte Ke Saath Ise Hum Apne Saath Lejana Chahate Hai… Aur Aap Ko Bhi
Sultan Banne Ke Liye… Gardan Or Iraade Dono Mazboot Honae Chahiye
Bepanha Mohabbat Ki Humne Tum Se Aur Tum Ne Humse Bewafai… Tumne Hum Se Humare Zindagi Ka… Sab Se Bada Khawab Cheen Liya… Ab Hum Tume Se Tumhara Wajoor Cheenenge
Mere Azeez… Ishq Or Jung Me Koi Usool Nahe Hote
Aasmaan Ka Har Sitara Chand Banna Chahata Hai Kafoor Par Ban Nahi Sakta
Allah Ke Banae Har Nayab Cheez Par Sirf… alauddin Ka Haq Hai
Hum Khiljio Ne Sath Milkar Ek Khwaab Dekha Tha…ke Ek Din Humara Parcham Sare Jahan Pe Lehraega
16:24 IST, April 2nd 2020