Published 08:46 IST, August 11th 2020
Suniel Shetty's Birthday: A look at Bollywood Anna's memorable dialogues in films
Suniel Shetty's Birthday: The actor turns 59 on August 11. Read ahead and take a look at Bollywood Anna's most memorable dialogues from his superhit films.
Advertisement
Suniel Shetty celebrates his 59th birthday on August 11, 2020. The actor made his acting debut with Deepak Anand’s directorial Balwaan and since then he has churned out several super hit films that broke box office records. The Bollywood superstar is known for his breakthrough performances in films like Dhadkan, Border, Hera Pheri, Mohra, Qayamat, Main Hoon Na, Hulchul, Dus, Chup Chup Ke, Phir Hera Pheri, Apna Sapna Money Money, Shootout at Lokhandwala, De Dana Dan and many more.
As wishes are pouring in for Suniel Shetty's birthday, here are his top 15 dialogues that became immensely popular.
Suniel Shetty's Dialogues
Main tumhe bhool jaon yeh ho nahi sakta ... aur tum mujhe bhool jao yeh main hone nahi doonga
Meri kismat mujhpe kya rohegi ... tumhari mohabbat joh mere saath hai
Kaun saala marta hai ... aur agar marr bhi gaya memsaab ... toh hamesha ke liye dhadkunga tumhare seene mein ... tumhari dhadkan bankar
Also Read | Suniel Shetty relives bond with sisters in rare childhood pic; Athiya shares pic with Ahan
Is janam toh kya ... woh saat janamon tak jeet nahi sakta
Ek sachche desh bhakt ko hum fauj se nikaal sakte hai ... lekin uske dil se desh bhakti nahi
Yeh desh sirf do hi logon pe hasta hai ... hijhron par aur hum policewaalon par ... kyun ki nah hi woh kuch kar sakte hai, aur nah hi hum kuch kar sakte hai
Shehar ka sabse bada gunda ... doosre gunday ko zamanat par le jaane aaya hai
Hum toh kisi doosre ki dharti par nazar bhi nahi dalte ... lekin itne nalayak bachche bhi nahi hai ... ki koi hamari dharti maa par nazar daale aur hum chup chap dekhte rahe
Na Hinduo se hai, na Musalmano se hai ... is mulk mein taqleef baimaano se hai
Hum Hindustani policewaale jahanum tak us shaksh ka peecha nahi chhodte ... joh is vardi ki beizzati karta hai
Mohabbat aur pagalpan ka bahut purana rishta hai
Business mein oonchai kaminepan se nahi … commitment poora karne se milti hai
Dilwale toh bahut dekhe, lekin pyar mein joh pagal ho jaye … aise dilwale ko aaj pehli baar dekha
Tumhare haathon mein woh rekhayein hai, joh mere haathon mein nahi hai ... tumhare maathe pe woh lakeerein hai, joh mere maathe par nahi hai
08:46 IST, August 11th 2020