Published 16:43 IST, May 24th 2020
Check out Prabhas-Anushka starrer 'Baahubali's' best dialogues
Prabhas is most commonly known nation-wide for playing the title role in S. S. Rajamouli's epic drama, Baahubali's franchise. Here are its best dialogues. Read
Advertisement
Prabhas garnered nation-wide fame for playing the titular role in S. S. Rajamouli's epic action film Baahubali: The Beginning (2015), which is the fourth-highest-grossing Indian film to date. In 2017, the second part of the movie, Baahubali: The Conclusion released, which also broke all records. Here are the best dialogues from the Baahubali franchise that all Prabhas fans would love-
Also Read | Chiranjeevi's Niece Niharika Konidela Finally Opens Up About Wedding Rumours With Prabhas
Best dialogues from the Baahubali franchise
Baahubali: The Beginning
Parmeshwar. Tu mere paapo ka praschit chahta hai toh mere praan ley ley lekin iss bache ko jeewan dan dey dey. Jo iski pratiksha kar rahi hai uss maa k liye isse jeena hoga, Mahishmati singasan k liye isko jeena hoga. Mahindra Baahubali ko jeena hoga!
Vachan dene wale duniya mein nhi reh lekin unka vachan aaj bhi hai Aslam ji. Yeh mitti ka dher ab iss mitti ki amanat hai.
Kayarta ke vikul hai mere yeh aasoon aur peedha ke toh bilkul bhi nahi ... yeh mera rakht hai joh ghoolkar bhav ban gaya aur meri aankhon se behne laga
Mere dono putro ka iss singasan par samman adhikar hai. Inme se bada hokar jo bhi Mahaveer bane ga, desh vasiyo ko maan-samaan jeete ga wahi maharaja khe layega. Yeh mera vachan hai, Mera vachan he hai saashan.
Kya hai mrityu ... hamare haathon se shatru ka mar jaana yeh sochna hai mrityu ... ranbhoomi mein shatru se bhaybheet hokar jeevat rehna hai mrityu?
Ek raja ka dharam sirf shatru ko maarna hi nahi hota ... praja ko bachana bhi hota hai
Yudh mein saikadon ko maarne waala nayak hai ... lekin joh kisi ek ke bhi pran bachaye woh devta hai
Also Read | When Prabhas Sent Good-wishes & Words Of Encouragement To His Peers Through Social Media
Baahubali: The Conclusion
Samay Har Kayar Ko Shoor Veer Bannai Ka Ek Ausaar Deta Hai… Wo Shan Yahe Hai
Jo Praan Deta Hai Wo Bhagwan Hai… Praan Bachane Wala Vaidya… Or Praan Ki Raksha Karne Wala Kshatriya
Is Shaand Se Lekar… Mrityu Jab Tak Humai Alag Na Kar De Mai Tumhara Hoon Devsena.
Amrendra Bahubali Yani Main… Mahishmati Ke Asankhya Praja Aur Unke Dhan, Maan Aur Praan Ka Rakshak Or Maharaj Bhallal Dev Ke Serv Sena Ka Adhyaksh Nirantan Apne Kartavya Ka Nirhwahan Karte Huway Mujhai Agar Pran Bhe Tyagna Pade To Sankotch Nahe Karonga, Raj Mata Sivagami Devi Ko Shakshi Mankar Main Ye Shapat Leta Hoon.
Devsena Ko Kisi Ne Haath Bhe Lagaya To Samjho Bahubali Ke Talvaar Ko Haath Laga Diya…
Aurat Par Haath Daalne Wale Ke Ungliyaan Nahe Kaat Tey Kaat Tey Hai Uska Galaaaaa.
Jab Tak Tum Mere Saath Ho Mujhai Marne Wala Paida Nahe Huwa Mama…
Nagar Me Dhindora Pitwa Do Dada… Bachche Bade Budhe Subse Kehna Main Ne Bulaya Hai…
Apne haathon ko hathyar bana lo ... apni saanson ko aandhiyon mein badal do ... hamara rakht hi mahaan sena hai
16:43 IST, May 24th 2020